Updated Defence Quota List in Indian Railway Pdf
Bahut sare nausainik bhaiyon ko iski Jankari hai ki kis train Mein Kitna Kota hai lekin Hamare bahut Sare nausainik bhai Aise Hain jinko iski Jankari Nahin Hoti Hai. Ya bahut Sare Nav Sainik bhaiyon ko Sabhi trainon Mein available defence Kota seaton ke jankari Nahin Hoti Hai.
UPDATED MCO CONTACT NUMBER ON ALL STATION.
Aur Bhartiya Rail ke dwara समय-समय per ine trainon Mein defence Kota ki seaton ko badhaya ghataya jata hai. Jiski Jankari समय-समय per sainik bhaiyon ko honi chahie lekin Aisa Nahin Ho pata hai.
Isliye aaj aap is block post per latest updated DD Kota in train ki list ja rahe hain. Bhartiya Rail dwara समय-समय per defence Kota Mein available seaton ko kam ya Jyada Kiya jata hai isliye iski Jankari Har EK nauseni bhaiyon ko honi chahie jisse vah Jyada Se Jyada Labh Utha sake.
Updated Defence Quota List in Indian Railway Pdf (Download latest dd Kota in Indian Railway)
Aapko ek baat batana Chahte Hain ki Kuchh trainon ka root bahut Lamba Hota Hai isliye use train mein defence Kota trainon ke Marg Mein padane wale Kai Bade railway station se Milta Hai. Agar aap railway ki website Mein DD Kota ko check Karenge to aapko vah pure journey Mein available DD Kota ki jankari dega. Aap jis station se Safar Karne Wale Hain Use station se use train Mein Kitna DD Kota Hai Iski Jankari aapko Milana bahut Mushkil Hai.
Isliye Sabhi senic bhaiyon se request Karta Hun Ki train mein DD Kota ki jankari lene ke liye is PDF ko refer kar sakte hain. Agar is PDF mein koi badlav hai aur aapko lagta hai ki Kuchh Kote mein badlav hai to aap Hamen comment Karke bata sakte hain jisse aur Sainik bhaiyon ki madad ho sake.
Is post ko Jyada Se Jyada Sainik bhaiyon Mein share Karen Taki Sabhi Sainik bhaiyon ko iski Jankari mil sake aur vah Samay per DD Kota ka Labh Utha Saken aur apni Janani ko mangalmay kar Saken.
Disclaimer- is web page per available DD Kota ke list sochte Nahin Li gai hai ki jankari purpose ke liye hai aur ise Internet se hi liya gaya hai. Aap Sainik bhaiyon se nivedan hai ki aap DD Kota kalab uthane se pahle nazdiki mco se Sampark kar sakte hain.
What is MCO?
Mco ka full form moment Control Office Hota Hai. Hamare Sainik bhaiyon ke liye ek office Hota Hai. joki Bade railway station per banaya jata hai. Hamare Sainik bhai MC office mein jakar vishram bhi kar sakte hain. Hamare Sainik bhai Agar Kisi railway station per Jaate Hain aur train let hoti hai ya Kisi station per Samay se pahle pahunch Jaate Hain To mco Mein Vishram karne ki vyavastha bhi hoti hai. Bhartiya Railway Ke Bade station per available Hota Hai. Mco mein apne kimati Saman ko Jama bhi kar sakte hain. Sainik bhai Mco se ticket Bhi Karva sakte hain. MCO ka main kam bhartiya Railway Mein uplabdh DD quota ko Hamare Sainik bhaiyon ko provide karne ka hota hai. Sainik bhai Bhartiya Railway se ticket karane ke bad use ticket ko office mein le jakar karva sakte hain yadi use train mein DD Kota available hai to vah mco sainik bhaiyon ko seat De dega.
Post a Comment
Post a Comment
Thanks for us feedback